GHAZAL
Maut ka Ehteram Karta Hoon
Zindaagi ko Salaam Karta हूँ
Meri Qismat main Jitni Khusiyaan हैं
Sab ke sab Tere Naam Karta Hoon
Apni TanhaayiyaN Mujhe De De;
Unka Bhii Intezaam Karta Hoon
Chaand ko Chhoo ke Dekhne kii दुआ
Har Ghadi Subh o Shaam Karta Hoon
Apnii Fitrat Samandaari hai 'Munir'
Baadalon se Kalaam Karta हूँ
Munir Armaan नासिमी
Bhadrak, India
